Joke: Buying Sabji

Ek Sardar Sabji Lene Gaya

Sabji waala sabji par paani chidak raha tha
Sardar Intezaar karta raha

Jab Kaafi der ho gayi tab sardar bola
“Agar inhe hosh aa gaya ho… to ek kilo tol do”